Saaye Mein Dhoop By Dushyant Kumar

 This is the first time I'm reading Hindi Literature end to end. Perhaps I might've read some in past but I really don't remember.

Page 17

Kitna accha hai saanson ki hawa lagti hai
Aag ab unse bujhai nahi jaane wali

Ek talaab si bhar jati hai har baarish mein
mai samajhta hu ye khaai nahi jaane wali

Cheekh nikli to hai hothon se, magar maddham hai
band kamro ko sunaai nahi jaane wali

Tu pareshan bohot hai, tu Pareshan na ho
In khudaon ki khudai nahi jaane wali

Aaj sadko pe chale jaao to dil behlega
chand gazlon se tanhai nahi jaane waali.           (hit the most)


Page 29

Jarur wo bhi isi raaste se gujre hain,
Har aadmi mujhe lagta hai ham-shakal logo.


Page 32

Marna laga rahega yahan jee to lijiye
Aisa bhi kya parhej, jara si to lijiye.

Comments